Nazar Bad Ka Tor Buri Nazar Lag Janay Ki Dua Nazar E Bad Say Mehfooz Rehnay Ki Dua In Arabic Nazar Bad Ka Ilaj In Quran How To Get Rid Of An Evil Eye In Quran
Nazar Bad Ka Fori Ilaj:
Agar kisi bachay ko nazar lag jaye to
7 dafa ayat ul kursi
7dafa alhamdulillah(soorah E fatiha)
7 dafa soorah E ikhllas
parh kar dam kar den INSHALLAH sakhat say sakhat nazar bhi lage ho to aram ajaye ga. Bukhar nazar ki waja say ho to bukhar utar jaye ga.
![]() |
Nazar Bad Ka Ilaj Ayat ul Kursi |
![]() |
Nazar Bad Ka Ilaj |
![]() |
Nazar Lagne Ki Dua |
Buri Nazar Ka Tor:
Nazar e bad ko khatam krnay k liye ya kisi bhi jadoo tonay say bachnay k liye daraj zail ayat e mubarka ka vird kren. Tamam shetani hathkando say mehfooz rahen gey.
![]() |
Jadu Tona Khatam Karne Ki Dua |
Buri Nazar Say Kesay Bachein:
Kisi bhi mushkil ya nazar lagnay ki soorat men daraj zail ayat ka wird kren aur awwal akhir durood sharif parhen. ALLAH k hukam say Nazar e bad ka asar khatam ho jaega. Yad rakhen ghar say niklnay say pehlay ye dua lazmi parh len puray safar men koi chez apko nuqsan nahi dey sakay ge.
![]() |
Nazar Se Bachne Ki Dua |
![]() |
Nazar Se Bachne Ka Wazifa |
No comments:
Post a Comment