Gur Walay Chawal Recipe In Urdu Pakistani Gur Walay Rice Recipe In Urdu How To Make Gur Walay Rice At Home
Gur Rice Recipe In Urdu |
Ingredients:
Gur 1/2 kg
Rice 1 kg
Water 3 Glass
Kishmish Thori c
Coconut Thori c
Sabaz ilaichi 4 to 5
Rice 1 kg
Water 3 Glass
Kishmish Thori c
Coconut Thori c
Sabaz ilaichi 4 to 5
Recipe:
Sab say pehlay chawal kisi khulay bartan men wash kar k rakh len.
Aik bartan men gur aur 3 glass pani dal kar choolay par charha den. Aanch tez rakhen. Jab pani ubalnay lagay to utar kar side pay rakh de.
Ab aik sauce pan len aur is men 1 cup oil dal kar garam kren. Jab oil garam ho jaye to 5 to 6 sabaz ilaichi tor kar dal den aur fry kren. Jab tarka lag jaye to gur wala pani is men ahista ahista dal den. Sath hi chawal bhi dal den aur pani ubalnay tak intazar kren. Jab pani ubalnay lagay aur sirf aik inch tak reh jaye to chawal dam par laga den. Aanch bilkul halki rakhen aur 15 minute bad choolah ban kar den. Tasty chawal tayar hein.
Dish out kren aur garam garam serve kren.
Gur Recipes In Urdu |
Gur Walay Rice Recipe In Urdu |
No comments:
Post a Comment