Saturday 16 January 2016

Kamar Dard Ka Ilaj In Urdu How To Overcome Back Pain Home Remedies Kamar Ki Dard Khatam Karne K Tips And Totkay Solutions To Back Pain At Home

Back Pain Solution In Urdu language How To Overcome Back Pain Tips Kamar Ke Dard Ka Wazifa Roohani Ilaj

Back pain bohat barha masla hai jo apko jismani tor pay unfit rakhta hai. Is dard ko khatam krnay k liye daraj zail tips par amal kren:
Kamar Dard Ka Ilaj In Urdu

Seedha Ho k Chalna:

Jhuk kar chalnay say kamr men dard nikal ati hai. Isliye jab bhi chalain kamar vilkul seedhi rakhen.

Masaj:

Desi ghee ya olive oil say kamar par masaj kren bohat jald kamar dard say nijat mil jaye ge.

Exercise:

Kamar ki excersise ko apna mamool bana len aur din men aik dafa kamar ki excercise zroor kia kren. Is say kamar men lachak paida hoti hai aur muscles men dard bhi paida nai hota.

Back Pain Exercise

Heat:

Agar kamar men boht ziada dard ho to koshish kren kamar ko garam rakhen. Is k liye kamat par kapra dal len aur garam istri say sake kren bohat dard men aram mehsoos hoga.
Garam belt kisi bhi medical store say asani say mil jata hai. Jab bhi marham lagaen to garam belt say kas kar bandh den. Is sey kamar hawa lagny sey mehfooz rahe ge aur dawa jaldi asar kre ge.

Kalay Chanay:

kamar dard kamzori ya weakness ki waja say hota hai. Isliye thos ghiza khaen. Bhuna chanay aur chanay ki dal aur bhunay huvy chano ko pees kar is men desi ghee shamil kar len. In tama cheezo ko achi tarah bhoon len aur rozana thori thori der bad khatay rahen.
Back Pain Treatment home Remedies

Maajoon Machli:

Kamar dard men maajoon bhi bohat mufeed sabit hoti hai. Maajoon machli k name say dawa kisi bhi pansari / hakeem ki dukan say mil jati hai. Rozana rat ko aik chutki maajoon garam doodh k sath khaen.

Egg:

Doodh men anda tor kar dalen aur itna phentay k anda mix ho jaye doodh men. Rozana istemal kren bohat jald kamar dard ki shikayat dur ho jaye ge.
Wazifay:
Kamar dard k ilaj k liye daraj zail wazifo par amal kren INSHALLAH afaqa hoga.

Effective Wazifa To Remove Back Pain
Kamar Dard Ka Wazifa In Urdu


No comments:

Post a Comment